Tune Kaha Lyrics
Tere hawaale hai, yeh zindagi meri
Tere ujaale se sab raahe hain yahaan
Apne naseeb ka main baadshah nahi
Tu meri shaam hai, tu hi meri subah
Tune kaha, maine sun liya
Tune kaha, maine sun liya
Tune kaha, maine sun liya
Tune kaha, maine sun liya
Shor aaya aise toh, tu befikar hai kyun
Sharmaayi manziley, tu bekhabar hai kyun
Rangon se dosti hai maine bhi kari
Kya hai tu sochti, mujhko bhi toh bata
Tune kaha, maine sun liya
Tune kaha, maine sun liya
Tune kaha, maine sun liya
Tune kaha, maine sun liya
Tune Kaha Lyrics
Fikar ke din, aur raatein
Dhal gaya suraj kahaan
Fizool ki thi baatein
Kho gaye hai hum, jaane kahaan
Tune kaha, maine sun liya
Tune kaha, maine sun liya
Rozaana meri toh hai daastaan nayi
Purze puraane hai, par showk hain kayi
Taaro ki roshni ne dikhaaya rasta
Par main mukar gaya, tu saath jo yahin
Tune kaha, maine sun liya
Tune kaha, maine sun liya
Tune kaha, maine sun liya
Tune kaha, maine sun liya
About Tune Kaha Lyrics
Singer : Prateek Kuhad
Composer : Prateek Kuhad
Lyrics : Prateek Kuhad
Prateek Kuhad, a Delhi-based singer-songwriter, has established himself as one of the frontrunners in the Indian independent music scene with the release of his much-anticipated first album, In Tokens & Charms, in January 2015.
Prateek skillfully conveys life’s intricacies in his songs with his distinctive blend of essential, folk arrangements and pop-rock melodies. He has played in New York, Austin, Toronto, Brisbane, and Singapore as part of his India tour.